Nizam Husain Utho Socho Jeeto

Nizam Husain Utho Socho Jeeto Zindagi syllabus nahi deti
par imtihaan roz leti hai

07/04/2026

Fake motivation dene walon mein se nahi hoon…
Yahan sirf zindagi ki asli baat hoti hai 💯

Agar sach sunne ki himmat hai… to saath jude raho 🔥

07/04/2026

Zindagi aasan nahi hoti, lekin jeetna mushkil bhi nahi.
Bas soch badlo… aur kadam aage badhao 🚶‍♂️

07/04/2026

Fake motivation nahi… asli zindagi ki baat karta hoon.
Zindagi syllabus nahi deti, par imtihaan roz leti hai…
Jo gir ke uthna seekh gaya, wahi jeetna bhi seekh gaya 💯

👉 Follow karein agar aap bhi sachchi motivation chahte hain.

16/03/2026

दुनिया में जीना तो लोग खुद ही सीख जाते हैँ,
तरबियत में अपनी नस्लों को प्यार-मोहब्बत ज़रूर सिखाना 🙏

22/02/2026

Zindagi aasaan nahi hoti…
Lekin himmat rakhne walon ke liye mushkil bhi rukawat nahi, raasta ban jaati hai.

Girna bhi zaroori hai, tabhi uthne ki taqat samajh aati hai.
Bas yakeen rakho — Allah der karta hai, andher nahi 🤍

10/02/2026

ज़िंदगी की सबसे बड़ी सीख यही है—
जो मिला है उसमें शुक्र करना सीख लो,
जो नहीं मिला उसके लिए सब्र।

08/02/2026

Aaj ka dard
kal ki taqat banega
bas rukna mat 🔥

08/02/2026

Mushkil waqt hi batata hai
ke aap kitne strong ho 💪

Haar tab hoti hai
jab aap koshish chhod dete ho ❌

08/02/2026

Kabhi bhi khud ko kamzor mat samajho,
kyunki Allah ne har insaan ko kisi na kisi maqsad ke liye paida kiya hai 💯

✨ Believe in yourself ✨

08/02/2026

🌟 Daily Motivational Videos & Messages
💪 Zindagi badalne wali soch
🔥 Self-belief | Positivity | Success
📍 Ghaziabad
✨ Follow for daily motivation

Address

Ghaziabad

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Nizam Husain Utho Socho Jeeto posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category